- ALLAH ka wisdom hay kay us nay insan ko dukh deia.
- think about this ?
- Why?
- Allah tala farmaty hain hum apny bandy ko bary azab say bachany kay leia ak chota dukh daty hain.kay woh humari taraf lot jaia.
- ALLAHhumay dukh or takleef is leia daty hain ,
- kay insan dukh or takleef main Allah kay bohot kareeb hota hay.
- Allah farmaty hain ,
- jab insan ko dukh milty hain to woh humay pukarta hay late kar ,bath kar,kharay ho kar.
- Allah farmaty hain hum insan ko duniya main ak choti takleef daty hain.to pain ki dua nahi karni chaia .Pain is good.
- jo Allah ki rahmat hay us ka deia howa hay us pay shukar ada karo.
- jo dukh hay us pay sabar karo.
- duniy to ak asi jaga hay jaha dukh or takleef kabhi khatam nahi hoty.
- jo is duniya main nahi mila ,woh waha uper zaror milay ga.
- but agar hum yahi sochty rahy kay humay serif kushiyon ki taraf bhagna hay,
- to is nay bohot say insano ki jan lay Le my friends.
- because my friends yah duniya bohot heard hay gozarna.
No comments:
Post a Comment